Saturday, January 2, 2010

Yeh Dooriyaan

Hum to akele hi khush they,par tum mil gaye to laga jannat mil gayi
Tumhari har ada ne dil ko choo lia,par shayad main nahin samjh paayi
Jab tumhare kareeb aana chaha,tab tum nahin samjh paaye,
Humne fir bhi koshish ki,lekin fir bhi tum anjaan rahe gaye.
Khud ko samjha dia maine ki shayad woh shaqs tum nahin,lekin fir bhi tum nahin ruke...

11 comments:

Vyom Bharadwaj said...

acchi kosish hai..:)
keep going!!!

Aayush said...

Really nice.

I could in some way connect to the feelings of the poem .

I would love the see the next para of this poem :)

Nice work
keep it going !

Unknown said...

Awsum.. Tu toh bahut talented hai.. :).. Keep up the good work.. M waiting for ur next post .

Aashish Suneja said...

Aapki is kavita mein
jhalakti hai sachai,
Dikhti hai humko isme..
Aapke Pyaar ki gehraai

Aapki iss kavita ne mujhe
yaad hai unki dilayi,
jab se padi hai aapke lavzon ki kahani
Mere chehre pe bhi Muskurahat hai chaayi..

Felt good as always .. suruti ji..

Shivani said...

Sahi hain..finally love made you "devdasi"..:P:P

Haresh said...

Nice post!

Why don't you try writing full-fledged poems?

Sunny said...

Intzaar hai tumhara aaj bhi wahin, Jaate hai usi kinaare kabhi kabhi

Kehte hai lehroon ko, Lauta de humein fir se zindagi

Prateek Wanna be Eloquent!!!!! said...

very nice...keep it up:)

Ranjeet Pratap Singh said...

:O

kabhi bataya nahi ki apmein ye talent bhi hai :)

A nice one, keep writing....

dipankar said...

You didn't had to stop der..likhte hi rehete :) sad,but sad enuff to make1 cry n a lonely night :)

Anuj said...

Kya baat hai..kya baat hai...taaliyan :D